Monday, 5 October 2015

Native People's Party ;

Kya RSS ne Modi ke muh me Gai ka gobar thusa hai jo vo ek nagarik ke hatya par bol na sake ?

Uttar Pradesh ke ek Musalman naagrik ko BJP - RSS ke hajaro ki bhid ne Gai ka Maans apane ghar me rakhane ke afwah ke kaaran uske ghar par hamala bol kar use maar diya aur uske bacche ko buri tarah pita jo dawakhane me maut ke sath ladh raha hai .

Esme kuch BJP - RSS ke logo ko giraftar kiya gaya jo ki naganya hai . Jo hajaro log uske ghar par hamala karane gaye the ve sabhi es maut ke jimmedar hai kewal do char nahi , un sabhi logo ko abhi tak Samajwadi Party ke sarkar ne giraftar kyu nahi kiya ye hamara sawal hai .

Sath sath ham Modi ki chuppi kaaran pucchana chahate hai . Kya RSS ne Modi ke muh me Ga ka  gobar thusa hai jis ke karan vo muh nahi khol pa rahe hai aur bol nahi paa rahe hai ? Modi , BJP , RSS sabhi jawab de desh jaanana chahata hai . Modi Videshi Brahminoki kab tak gulami karate rahenge ?

Gai ka maas Videshi Brahmin bahut kha chuke hai enko mrutyu dand kyu nahi ? Kyu nahi en Videshi Brahmino ko gomedh kar jinda Gai ko bhunj kar khane wale Brahmino ko fassi di jaa rahi hai ? Modi espar bhi kuch to bole ? Kya Brahmin Go Bhakshak nahi ? Bataye Modi ? Fir ek Native Musalaman ko jin Bharmino ke bhadakane ke kaaran mara gaya uska hisab kon dega ?

Modi ek vifal PM ban gaye hai  . Enke sare Abhiyan fail ho chuke hai . Kyu ki enki baato me sacchai nahi , prachar jaada hai . To ve fail to hona hi hai aur RSS.Videshi Brahmin ki gulami ne unhe pura nikkamma kar diya . Kash janata unhe turant hata paati !

Ham Rashtrapati se Modi sarkar barkhat karane ki mang karate hai .

Nv. D.D.Raut , President , NPP

Our Message to Nation : janeu Chhodo , Bharat Jodo

No comments:

Post a Comment